hum na urdu mein na hindi mein ghazal kahte hainShayari By 08 Feb 2022 04:19:13 PMSherhum na urdu mein na hindi mein ghazal kahte hain hum to bas aap ki boli mein ghazal kahte hain Continue Reading... Share on:
urdu zabanShayari By 09 Nov 2021 02:54:46 AMNazmwo to aabaad rakha hum ne jahan-e-urdu warna tum kab ka mita dete nishan-e-urdu na siyahi ka samundar na falak sa kaghaz kaise likkhe koi tarif-e-zaban-e-urdu [...] Continue Reading... Share on:
main urdu zaban hunShayari By 23 May 2021 10:56:12 AMNazmmain urdu zaban hun mujhe aaryaon ne pala meri asl hindostan hai ki mere lahu se hi wedon ki aayat likkhi gai hain [...] Continue Reading... Share on:
madari zabanShayari By 27 May 2021 06:19:39 PMNazmaaghosh-e-walida mein pala tha hum ko jis ne ek paikar-e-adab mein dhaala tha hum ko jis ne jis ne hai ibtida se har zindagi sanwari wo madari zaban hai urdu zaban hamari [...] Continue Reading... Share on:
bachpan ne hamein di hai ye shirini-e-guftarShayari By 07 May 2021 04:05:54 PMSherbachpan ne hamein di hai ye shirini-e-guftar urdu nahin hum man ki zaban bol rahe hain Continue Reading... Share on:
ek hi phul se sab phulon ki KHushbu aaeShayari By 20 Mar 2021 12:22:14 AMSherek hi phul se sab phulon ki khushbu aae aur ye jadu use aae jise urdu aae Continue Reading... Share on: