nala-e-garm ke aur dam sard bhare kya jien hum to mare ham-safiran-e-chaman ra ki rasand khabre az man-e-nauha-gare fasl-e-gul aai ye aur mein hun giraftar-e-qafas kuchh bhi chalta nahin bas ham-safiran-e-chaman ra ki rasand khabre az man-e-nauha-gare phans gae dam mein sayyaad ke shayad bulbul roz sunta hun ye ghul ham-safiran-e-chaman ra ki rasand khabre az man-e-nauha-gare main hun sayyaad hai aur shor-o-fughan-o-faryaad koi deta nahin dad ham-safiran-e-chaman ra ki rasand khabre az man-e-nauha-gare bhul kar kunj-e-qafas tak kabhi aae na saba na sunana nala mera ham-safiran-e-chaman ra ki rasand khabre az man-e-nauha-gare koi qatil main rahi 'mehr' se kitni hi shahid main hun aur qaid-e-shadid ham-safiran-e-chaman ra ki rasand khabre az man-e-nauha-gare