tum jab aaogi to khoya hua paogi mujhe meri tanhai mein khwabon ke siwa kuchh bhi nahin mere kamre ko sajaane ki tamanna hai tumhein mere kamre mein kitabon ke siwa kuchh bhi nahin in kitabon ne bada zulm kiya hai mujh par in mein ek ramz hai jis ramz ka mara hua zehn muzhda-e-ishrat-e-anjam nahin pa sakta zindagi mein kabhi aaram nahin pa sakta
This is a great zulm ke khilaf shayari. True lovers of tum kab aaogi shayari will love this. For some people shayari is the most enjoyable thing in life and they absolutely adore na bhool paoge shayari. Please share if you liked this!!!