qaem hai ab bhi meri wafaon ka silsilaShayari By 27 May 2021 10:50:02 AMSherqaem hai ab bhi meri wafaon ka silsila ek silsila hai un ki jafaon ka silsila Continue Reading... Share on:
kabhi tum mol lene hum kun hans hans bhaw karte hoShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalkabhi tum mol lene hum kun hans hans bhaw karte ho kabhi tir-e-nigah-e-tund ka barsaw karte ho kabhi tum sard karte ho dilon ki aag garmi sin kabhi tum sard-mehri sin jhatak kar baw karte ho [...] Continue Reading... Share on:
zulm phir zulm hai baDhta hai to miT jata haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherzulm phir zulm hai badhta hai to mit jata hai khun phir khun hai tapkega to jam jaega Continue Reading... Share on:
tum na tauba karo jafaon seShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShertum na tauba karo jafaon se hum wafaon se tauba karte hain Continue Reading... Share on:
dhanak dhanak meri poron ke KHwab kar degaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaldhanak dhanak meri poron ke khwab kar dega wo lams mere badan ko gulab kar dega qaba-e-jism ke har tar se guzarta hua kiran ka pyar mujhe aaftab kar dega [...] Continue Reading... Share on:
kuchh ishq tha kuchh majburi thi so maine jiwan war diyaShayari By 12 Nov 2020 01:36:09 AMGhazalkuchh ishq tha kuchh majburi thi so main ne jiwan war diya main kaisa zinda aadmi tha ek shakhs ne mujh ko mar diya ek sabz shakh gulab ki tha ek duniya apne khwab ki tha wo ek bahaar jo aai nahin us ke liye sab kuchh haar diya [...] Continue Reading... Share on: