taskin-e-dil-e-mahzun na hui wo sai-e-karam farma bhi gaeShayari By 15 Dec 2022 07:52:00 AMGhazaltaskin-e-dil-e-mahzun na hui wo sai-e-karam farma bhi gae is sai-e-karam ko kya kahiye bahla bhi gae tadpa bhi gae hum arz-e-wafa bhi kar na sake kuchh kah na sake kuchh sun na sake yan hum ne zaban hi kholi thi wan aankh jhuki sharma bhi gae [...] Continue Reading... Share on:
meri jaanib na ab baDhna mohabbatShayari By 04 Sep 2022 01:16:21 PMShermeri jaanib na ab badhna mohabbat main ab pahle se mushkil rasta hun Continue Reading... Share on:
mere tawiz mein jo kaghaz haiShayari By 17 Jun 2022 10:37:31 PMShermere tawiz mein jo kaghaz hai us pe likkha hai mohabbat karna Continue Reading... Share on:
hans ke farmate hain wo dekh ke haalat meriShayari By 25 Mar 2022 10:35:32 PMSherhans ke farmate hain wo dekh ke haalat meri kyun tum aasan samajhte the mohabbat meri seeing my condition, she laughs and asks of me "easy did you then imagine, loving me would be?" [...] Continue Reading... Share on:
wo to ghazal suna ke akela khaDa rahaShayari By 18 Jan 2022 03:20:09 AMSherwo to ghazal suna ke akela khada raha sab apne apne chahne walon mein kho gae Continue Reading... Share on:
kahin chand rahon mein kho gaya kahin chandni bhi bhaTak gaiShayari By 09 Oct 2021 11:12:10 PMGhazalkahin chand rahon mein kho gaya kahin chandni bhi bhatak gai main charagh wo bhi bujha hua meri raat kaise chamak gai meri dastan ka uruj tha teri narm palkon ki chhanw mein mere sath tha tujhe jagna teri aankh kaise jhapak gai [...] Continue Reading... Share on: