main talKHi-e-hayat se ghabra ke pi gayaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalmain talkhi-e-hayat se ghabra ke pi gaya gham ki siyah raat se ghabra ke pi gaya itni daqiq shai koi kaise samajh sake yazdan ke waqiat se ghabra ke pi gaya [...] Continue Reading... Share on:
yaro ghar aai sham chalo mai-kade chalenShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalyaro ghar aai sham chalo mai-kade chalen yaad aa rahe hain jam chalo mai-kade chalen dair-o-haram pe khul ke jahan baat ho sake hai ek hi makan chalo mai-kade chalen [...] Continue Reading... Share on:
jhunjhlae hain lajae hain phir muskurae hainShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaljhunjhlae hain lajae hain phir muskurae hain kis ehtimam se unhen hum yaad aae hain dair-o-haram ke habs-kadon ke satae hain hum aaj mai-kade ki hawa khane aae hain [...] Continue Reading... Share on:
man mausam ka kaha chhai ghaTa jam uThaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalman mausam ka kaha chhai ghata jam utha aag se aag bujha phul khila jam utha pi mere yar tujhe apni qasam deta hun bhul ja shikwa gila hath mila jam utha [...] Continue Reading... Share on:
aaftab aae chamak kar jo sar-e-jam-e-sharabShayari By 23 Oct 2020 06:12:49 PMGhazalaaftab aae chamak kar jo sar-e-jam-e-sharab rind samjhen ki hai sadiq sahar-e-jam-e-sharab sab ke hathon pe tha shab-bhar safar-e-jam-e-sharab har khat-e-dast bana rah-guzar-e-jam-e-sharab [...] Continue Reading... Share on:
hans hans ke jam jam ko chhalka ke pi gayaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalhans hans ke jam jam ko chhalka ke pi gaya wo khud pila rahe the main lahra ke pi gaya tauba ke tutne ka bhi kuchh kuchh malal tha tham tham ke soch soch ke sharma ke pi gaya [...] Continue Reading... Share on: