kitna pur-amn hai mahaul fasadat ke baadShayari By 04 Sep 2023 06:02:03 AMSherkitna pur-amn hai mahaul fasadat ke baad sham ke waqt nikalta nahin bahar koi Continue Reading... Share on:
ai sharif insanoShayari By 02 Aug 2021 04:17:06 PMNazmkhun apna ho ya paraya ho nasl-e-adam ka khun hai aakhir jang mashriq mein ho ki maghrib mein amn-e-alam ka khun hai aakhir [...] Continue Reading... Share on:
dosti ka hathShayari By 29 Jan 2021 09:00:17 PMNazmguzar gae kai mausam kai ruten badlin udas tum bhi ho yaro udas hum bhi hain faqat tumhin ko nahin ranj-e-chaak-damani ki sach kahen to darida-libas hum bhi hain [...] Continue Reading... Share on:
baadalon ne aaj barsaya lahuShayari By 27 Nov 2020 05:18:31 PMSherbaadalon ne aaj barsaya lahu amn ka har fakhta rone laga Continue Reading... Share on:
amn har shaKHs ki zarurat haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSheramn har shakhs ki zarurat hai is liye amn se mohabbat hai Continue Reading... Share on:
shahr mein amn-o-aman ho ye zaruri hai magarShayari By 23 Nov 2020 10:06:52 PMShershahr mein amn-o-aman ho ye zaruri hai magar hakim-e-waqt ke mathe pe likha hi kuchh hai Continue Reading... Share on: