usko hansta dekh ke phul the hairat meinShayari By 03 Sep 2022 12:29:07 PMSherus ko hansta dekh ke phul the hairat mein wo hansti thi phulon ki hairani par Continue Reading... Share on:
mehr-o-mah gul phul sab the par hameinShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShermehr-o-mah gul phul sab the par hamein chehrai chehra hamein bhata raha Continue Reading... Share on:
kanTon se guzar jata hun daman ko bacha karShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherkanton se guzar jata hun daman ko bacha kar phulon ki siyasat se main begana nahin hun Continue Reading... Share on:
gham-e-umr-e-muKHtasar se abhi be-KHabar hain kaliyanShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShergham-e-umr-e-mukhtasar se abhi be-khabar hain kaliyan na chaman mein phenk dena kisi phul ko masal kar Continue Reading... Share on:
aaj bhi shayad koi phulon ka tohfa bhej deShayari By 19 Nov 2020 01:23:18 AMSheraaj bhi shayad koi phulon ka tohfa bhej de titliyan mandla rahi hain kanch ke gul-dan par Continue Reading... Share on:
magar wo did ko aaya tha bagh mein gul keShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalmagar wo did ko aaya tha bagh mein gul ke ki bu kuchh aur main pai dimagh mein gul ke adu bhi ho sabab-e-zindagi jo haq chahe nasim-e-subh hai roghan charagh mein gul ke [...] Continue Reading... Share on: