mera bapShayari By 08 Apr 2023 10:36:49 AMNazmkhuli faza mein saf hawa ke jaisa wo barish ke pani ke jaisa wo gahra tha mitti se rishta pairon ka us rishte ke bich na aai chappal bhi [...] Continue Reading... Share on:
all about my fatherShayari By 24 Jun 2022 12:33:18 PMAshravo sab me.n nemate.n taqsiim kar ke khush rahtaa magar khudaa.ii kaa da.avaa nahii.n kiyaa us ne vo maa.n kaa haath bataataa thaa ghar ke kaamo.n me.n pa feminasty kaa charchaa nahii.n kiyaa us ne [...] Continue Reading... Share on:
walid ke intiqal parShayari By 16 Aug 2021 08:11:24 AMNazmwo chaalis raaton se soya na tha wo khwabon ko unton pe lade hue raat ke regzaron mein chalta raha chandni ki chitaon mein jalta raha [...] Continue Reading... Share on:
un ke hone se baKHt hote hainShayari By 04 Dec 2020 05:35:34 AMSherun ke hone se bakht hote hain bap ghar ke darakht hote hain Continue Reading... Share on:
marhum aur mahrumShayari By 30 Nov 2020 07:55:13 AMNazmmeri hayat ye hai aur ye tumhaari qaza ziyaada kis se kahun aur kis ko kam bolo tum ahl-e-khana rahe aur main yatim hua tumhaara dard bada hai ya mera gham bolo [...] Continue Reading... Share on:
ek buDhaShayari By 30 Nov 2020 05:50:01 AMNazmek budha bistar-e-marg pe hai bimar badan lachaar badan sansen bhi kuchh bojhal si hain aur aankhen bhi jal-thal si hain [...] Continue Reading... Share on: