nazron se napta hai samundar ki wusatenShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShernazron se napta hai samundar ki wusaten sahil pe ek shakhs akela khada hua Continue Reading... Share on:
musafir apni manzil par pahunch kar chain pate hainShayari By 20 Nov 2020 10:54:59 PMShermusafir apni manzil par pahunch kar chain pate hain wo maujen sar patakti hain jinhen sahil nahin milta Continue Reading... Share on:
us na-KHuda ke zulm o sitam hae kya karunShayari By 31 Oct 2020 10:05:22 AMSherus na-khuda ke zulm o sitam hae kya karun kashti meri duboi hai sahil ke aas-pas Continue Reading... Share on:
safar mein koi kisi ke liye Thaharta nahinShayari By 30 Oct 2020 11:20:14 AMShersafar mein koi kisi ke liye thaharta nahin na mud ke dekha kabhi sahilon ko dariya ne Continue Reading... Share on:
main jis raftar se tufan ki jaanib baDhta jata hunShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShermain jis raftar se tufan ki jaanib badhta jata hun usi raftar se nazdik sahil hota jata hai Continue Reading... Share on:
agar maujen Dubo detin to kuchh taskin ho jatiShayari By 04 Nov 2020 02:24:42 PMSheragar maujen dubo detin to kuchh taskin ho jati kinaron ne duboya hai mujhe is baat ka gham hai Continue Reading... Share on: