laya hai mera shauq mujhe parde se baharShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherlaya hai mera shauq mujhe parde se bahar main warna wahi khalwati-e-raaz-e-nihan hun Continue Reading... Share on:
ghaflat ajab hai hum ko dam jis ka marte hainShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalghaflat ajab hai hum ko dam jis ka marte hain maujud hai nazar mein jis ko pukarte hain hum aaina hain haq ke haq aaina hai apna masti mein apni har dam dam haq ka marte hain [...] Continue Reading... Share on:
apna pata mujhe bata bahr-e-KHuda tu kaun haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalapna pata mujhe bata bahr-e-khuda tu kaun hai tujh pe hain sare mubtala bahr-e-khuda tu kaun hai nam-e-khuda suna kiya tere siwa nahin mila sari sifat se hai bhara bahr-e-khuda tu kaun hai [...] Continue Reading... Share on:
hain wo sufi jo kabhi nala-e-naqus sunaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherhain wo sufi jo kabhi nala-e-naqus suna wajd karne lage hum dil ka ajab haal hua Continue Reading... Share on:
sina-safi ki hai jise ainakShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalsina-safi ki hai jise ainak us kun didar-e-yar hai be-shak safha-e-dil kun dagh ki kar mohr ishq ke shah ne diya dastak [...] Continue Reading... Share on:
sanam hazar hua to wahi sanam ka sanamShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalsanam hazar hua to wahi sanam ka sanam ki asl hasti-e-nabud hai adam ka adam isi jahan mein goya mujhe bahisht mili agar rakhoge mere par yahi karam ka karam [...] Continue Reading... Share on: