ek bachcha chhoTa sa bachchaShayari By 31 Oct 2020 05:33:40 AMNazmek bachcha chhota sa bachcha ek hath mein us ke takhti thi ek hath mein us ke basta tha aur panw ke niche dur talak [...] Continue Reading... Share on:
europe jis wahshat se ab bhi sahma sahma rahta haiShayari By 30 Oct 2020 05:23:24 PMGhazaleurope jis wahshat se ab bhi sahma sahma rahta hai khatra hai wo wahshat mere mulk mein aag lagaegi german gass-kadon se ab tak khun ki badbu aati hai andhi watan-parasti hum ko us raste le jaegi [...] Continue Reading... Share on:
agar badal na diya aadmi ne duniya koShayari By 19 Nov 2020 03:30:37 PMSheragar badal na diya aadmi ne duniya ko to jaan lo ki yahan aadmi ki khair nahin Continue Reading... Share on:
zarron mein kunmunati hui kaenat hunShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalzarron mein kunmunati hui kaenat hun jo muntazir hai jismon ki main wo hayat hun donon ko pyasa mar raha hai koi yazid ye zindagi husain hai aur main furaat hun [...] Continue Reading... Share on:
wahi taj hai wahi taKHt hai wahi zahr hai wahi jam haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalwahi taj hai wahi takht hai wahi zahr hai wahi jam hai ye wahi khuda ki zamin hai ye wahi buton ka nizam hai bade shauq se mera ghar jala koi aanch tujh pe na aaegi ye zaban kisi ne kharid li ye qalam kisi ka ghulam hai [...] Continue Reading... Share on:
hai ajib shahr ki zindagi na safar raha na qayam haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalhai ajib shahr ki zindagi na safar raha na qayam hai kahin karobar si dopahar kahin bad-mizaj si sham hai yunhi roz milne ki aarzu badi rakh-rakhaw ki guftugu ye sharafaten nahin be-gharaz ise aap se koi kaam hai [...] Continue Reading... Share on: