ab tak mere aasab pe mehnat hai musallatShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherab tak mere aasab pe mehnat hai musallat ab tak mere kanon mein mashinon ki sada hai Continue Reading... Share on:
aaj bhi sipra uski KHushbu mill malik le jata haiShayari By 23 Nov 2020 03:50:35 PMSheraaj bhi 'sipra' us ki khushbu mill malik le jata hai main lohe ki naf se paida jo kasturi karta hun Continue Reading... Share on:
yakum mayShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmye may ki pahli, din hai banda-e-mazdur ka muddaton ke baad dekha is ne jalwa hur ka ye jo rishta-dar tha hum sab ka lekin dur ka mill ke malik ne ise rutba diya mansur ka [...] Continue Reading... Share on:
yaum-e-mayShayari By 22 Nov 2020 03:02:35 AMNazmaaj may ka pahla din hai aaj ka din mazdur ka din hai zulm-o-sitam ke madd-e-muqabil hausla-e-jamhur ka din hai aaj ka din ye ilm-o-hunar ka fikr-o-amal ki fath-o-zafar ka aaj shikast-e-zulmat-e-shab hai aaj farogh-e-nur ka din hai [...] Continue Reading... Share on:
mazdur ki zindagiShayari By 20 Nov 2020 01:02:16 AMNazmdopahar ka waqt garma ki hawaen tez-tar mehr ki tabish se pighle ja rahe hain dasht-o-dar garm hai nahron ka pani sard hai nabz-e-bahaar khushk patte jeb-o-daman kar rahe hain tartar [...] Continue Reading... Share on:
mazdur ki mautShayari By 20 Nov 2020 01:01:58 AMNazmwaqt ka mara hua insan raunat ka shikar jis ki mehnat ka natija azmat-e-sarmaya-dar asl mein hindostan ka baadshah lekin ghulam zindagi ki dusri manzil mein hai garm-e-khiram [...] Continue Reading... Share on: