mirza ghaalibShayari By 31 May 2021 06:19:39 PMNazmmadar-e-hind ke fankar the mirza 'ghaalib' apne fan mein bade hushyar the mirza 'ghaalib' aap ka nam asadullah tha nau-shah laqab mirza ghaalib se hue baad mein maruf-e-adab [...] Continue Reading... Share on:
ghaalib dilli meinShayari By 27 Jan 2021 11:01:51 PMMazahiya'ghaalib' ne ki ye arz khudawand-e-zul-jalal jannat se kuchh dinon ke liye kar mujhe bahaal mah-wash mere kalam ko sazon pe gae hain qismat ne baad marne ke kya din dikhae hain [...] Continue Reading... Share on:
ghaalib aur mirza yagana kaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherghaalib aur mirza 'yagana' ka aaj kya faisla kare koi Continue Reading... Share on:
arrib dekho na itrao chand sheron parShayari By 22 Nov 2020 01:53:00 AMSher'arrib' dekho na itrao chand sheron par ghazal wo fan hai ki 'ghaalib' ko tum salam karo Continue Reading... Share on:
mirza-ghaalibShayari By 20 Nov 2020 01:02:36 AMNazmandheri raat mein jab muskura uthte hain sayyare tarannum phut padta hai mere saz-e-rag-e-jaan se koi angdaiyan leta jab aa jata hai mahfil mein tamanna karwaten leti hai paiham dukh-bhare dil mein [...] Continue Reading... Share on:
qismat ke bazar se bas ek chiz hi to le sakte theShayari By 17 Nov 2020 10:48:51 PMSherqismat ke bazar se bas ek chiz hi to le sakte the tum ne taj uthaya main ne 'ghaalib' ka diwan liya Continue Reading... Share on: