mirza-ghaalibShayari By 20 Nov 2020 01:02:36 AMNazmandheri raat mein jab muskura uthte hain sayyare tarannum phut padta hai mere saz-e-rag-e-jaan se koi angdaiyan leta jab aa jata hai mahfil mein tamanna karwaten leti hai paiham dukh-bhare dil mein [...] Continue Reading... Share on:
shri guru-nanakShayari By 20 Nov 2020 12:56:24 AMNazmraaz-e-qudrat ke khabar-dar guru-nanak the waqif-e-alam-e-asrar guru-nanak the nasha-e-husn-e-haqiqi se the madhosh-e-azal baada-e-nab se sarshaar guru-nanak the [...] Continue Reading... Share on:
nisbat rahe tum se sada hazrat nizamuddin-jiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalnisbat rahe tum se sada hazrat nizamuddin-ji mangun main kya is ke siwa hazrat nizamuddin-ji aankhon pe yun chhae ho tum har ja nazar aae ho tum kaisa junun mujh ko hua hazrat nizamuddin-ji [...] Continue Reading... Share on:
siri kirshnShayari By 18 Nov 2020 12:37:20 AMNazmhua tulua sitaron ki dilkashi le kar surur aankh mein nazron mein zindagi le kar khudi ke hosh udane ba-sad niyaz aaya nae pyalon mein sahba-e-be-khudi le kar [...] Continue Reading... Share on:
gautam-budhShayari By 18 Nov 2020 12:36:45 AMNazmhusn jab afsurda phulon ki tarah pamal tha jab mohabbat ka ghalat duniya mein istimal tha be-khudi ke nam par jab daur-e-jam-e-baada tha jab taljalli-e-haqiqat se har ek dil sada tha [...] Continue Reading... Share on:
jawahar-lal nehruShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmjism ki maut koi maut nahin hoti hai jism mit jaane se insan nahin mar jate dhadkanen rukne se arman nahin mar jate sans tham jaane se elan nahin mar jate [...] Continue Reading... Share on: