ai but hain husn mein teri mashhur pinDliyanShayari By 03 Nov 2020 02:46:22 PMGhazalai but hain husn mein teri mashhur pindliyan aisi kahan se lae pari hur pindliyan mumkin nahin ki yun to kisi ki nazar pade khul jaen nind mein to hain mazur pindliyan [...] Continue Reading... Share on:
nahin ki pand-o-nasihat ka qaht paD gaya haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalnahin ki pand-o-nasihat ka qaht pad gaya hai hamari baat mein barakat ka qaht pad gaya hai to phir ye radd-e-munajat ki nahusat kyun kabhi suna ki ibaadat ka qaht pad gaya hai? [...] Continue Reading... Share on:
phirte hain kab se dar-ba-dar ab is nagar ab us nagar ek dusre ke ham-safar main aur meri aawargiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalphirte hain kab se dar-ba-dar ab is nagar ab us nagar ek dusre ke ham-safar main aur meri aawargi na-ashna har rah-guzar na-mehrban har ek nazar jaen to ab jaen kidhar main aur meri aawargi hum bhi kabhi aabaad the aise kahan barbaad the be-fikr the aazad the masrur the dil-shad the wo chaal aisi chal gaya hum bujh gae dil jal gaya nikle jala ke apna ghar main aur meri aawargi [...] Continue Reading... Share on:
apni KHabar, na us ka pata hai, ye ishq haiShayari By 08 Nov 2020 11:11:20 PMGhazalapni khabar, na us ka pata hai, ye ishq hai jo tha, nahin hai, aur na tha, hai,, ye ishq hai pahle jo tha, wo sirf tumhaari talash thi lekin jo tum se mil ke hua hai, ye ishq hai [...] Continue Reading... Share on:
tab se aashiq hain hum ai tifl-e-pari-wash tereShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaltab se aashiq hain hum ai tifl-e-pari-wash tere jab se maktab mein tu kahta tha alif be te se yaad aata hai wo harfon ka uthana ab tak jim ke pet mein ek nukta hai aur khali he [...] Continue Reading... Share on:
rafta rafta sab kuchh achchha ho jaegaShayari By 12 Nov 2020 06:56:27 PMGhazalrafta rafta sab kuchh achchha ho jaega in-shaallah sab kuchh achchha ho jaega aade-tirchhe manzar sidhe ho jaenge ulta sidha sab kuchh achchha ho jaega [...] Continue Reading... Share on: