jinhen ab gardish-e-aflak paida kar nahin saktiShayari By 08 Nov 2020 10:54:59 PMSherjinhen ab gardish-e-aflak paida kar nahin sakti kuchh aisi hastiyan bhi dafn hain gor-e-ghariban mein Continue Reading... Share on:
wo log apne aap mein kitne azim theShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherwo log apne aap mein kitne azim the jo apne dushmanon se bhi nafrat na kar sake Continue Reading... Share on:
main DhunDta hun jise wo jahan nahin miltaShayari By 19 Nov 2020 02:07:17 PMGhazalmain dhundta hun jise wo jahan nahin milta nai zamin naya aasman nahin milta nai zamin naya aasman bhi mil jae nae bashar ka kahin kuchh nishan nahin milta [...] Continue Reading... Share on:
hum aandhiyon ke ban mein kisi karwan ke theShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalhum aandhiyon ke ban mein kisi karwan ke the jaane kahan se aae hain jaane kahan ke the ai jaan-e-dastan tujhe aaya kabhi khayal wo log kya hue jo teri dastan ke the [...] Continue Reading... Share on:
ab wo ghar ek virana tha bas virana zinda thaShayari By 14 Nov 2020 06:29:24 PMGhazalab wo ghar ek virana tha bas virana zinda tha sab aankhen dam tod chuki thin aur main tanha zinda tha sari gali sunsan padi thi baad-e-fana ke pahre mein hijr ke dalan aur aangan mein bas ek saya zinda tha [...] Continue Reading... Share on:
yunhi kisi ke dhyan mein apne aap mein gati do-pahrenShayari By 01 Nov 2020 01:13:21 AMGhazalyunhi kisi ke dhyan mein apne aap mein gati do-pahren narm gulabi jadon wali baal sukhati do-pahren sare ghar mein sham dhale tak khel wo dhup aur chhanw ka lappe patte kachche aangan mein lot lagati do-pahren [...] Continue Reading... Share on: