dosti KHwab hai aur KHwab ki tabir bhi haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherdosti khwab hai aur khwab ki tabir bhi hai rishta-e-ishq bhi hai yaad ki zanjir bhi hai Continue Reading... Share on:
mujhe dost kahne wale zara dosti nibha deShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShermujhe dost kahne wale zara dosti nibha de ye mutalba hai haq ka koi iltija nahin hai Continue Reading... Share on:
mere ham-nafas mere ham-nawa mujhe dost ban ke dagha na deShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShermere ham-nafas mere ham-nawa mujhe dost ban ke dagha na de main hun dard-e-ishq se jaan-ba-lab mujhe zindagi ki dua na de my companion, my intimate, be not a friend and yet betray the pain of love is fatal now, for my life please do not pray [...] Continue Reading... Share on:
sau bar tar tar kiya to bhi ab talakShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShersau bar tar tar kiya to bhi ab talak sabit wahi hai dast o gareban ki dosti Continue Reading... Share on:
KHuda ke waste mauqa na de shikayat kaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherkhuda ke waste mauqa na de shikayat ka ki dosti ki tarah dushmani nibhaya kar Continue Reading... Share on:
toD kar aaj ghalat-fahmi ki diwaron koShayari By 17 Nov 2020 03:32:05 PMShertod kar aaj ghalat-fahmi ki diwaron ko dosto apne talluq ko sanwara jae Continue Reading... Share on: