har taraf apne hi apne hae tanhai na puchhShayari By 03 Feb 2021 10:49:42 AMSherhar taraf apne hi apne hae tanhai na puchh kis qadar khalti hai aksar hum ko binai na puchh Continue Reading... Share on:
kaisi bipta pal rakhi hai qurbat ki aur duri kiShayari By 22 Dec 2020 08:58:10 PMSherkaisi bipta pal rakhi hai qurbat ki aur duri ki khushbu mar rahi hai mujh ko apni hi kasturi ki Continue Reading... Share on:
wo jo viran phira karta haiShayari By 24 Nov 2020 11:50:36 AMGhazalwo jo viran phira karta hai us ke sar mein koi sahra hoga tujh se dil tere parastaron ka tutte tutte tuta hoga [...] Continue Reading... Share on:
nigahon mein chamak dil mein KHushi mahsus karta hunShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalnigahon mein chamak dil mein khushi mahsus karta hun ki tere bas mein apni zindagi mahsus karta hun thaka deti hain jab kaunain ki pahnaiyan mujh ko tere dar par pahunch kar tazgi mahsus karta hun [...] Continue Reading... Share on:
hamein kam-baKHt ehsas-e-KHudi us dar pe le baiThaShayari By 11 Nov 2020 02:08:15 AMSherhamein kam-bakht ehsas-e-khudi us dar pe le baitha hum uth jate to wo parda bhi uth jata jo hail tha Continue Reading... Share on:
tanhai ke lamhat ka ehsas hua haiShayari By 16 Nov 2020 11:07:57 PMShertanhai ke lamhat ka ehsas hua hai jab taron bhari raat ka ehsas hua hai Continue Reading... Share on: