id aai haiShayari By 08 Apr 2023 10:26:00 AMNazmgulshan-e-zist pe pur-kaif ghata chhai hai rukh pe har phul ke ek husn hai ranai hai ab kali firqa-parasti ki hai murjhai hai har taraf jashn-e-masarrat hai ki id aai hai [...] Continue Reading... Share on:
idShayari By 08 Apr 2023 10:23:26 AMNazmkhuli hai khatm-e-marahil pe surat-e-manzil ye ek sabr ka samra hai waza-daron ko gulu ka shahad bar aaya lab-e-shahadat par tulua-e-mah-e-mubarak ho intizaron ko [...] Continue Reading... Share on:
id ke rozShayari By 08 Apr 2023 10:21:03 AMNazmid ke roz gale kis ko lagae koi wo na hon pas to kya id manae koi pas hote bhi agar mere to hasil kya tha un ko ye zid hai gale se na lagae koi [...] Continue Reading... Share on:
idShayari By 02 Jul 2022 09:50:45 PMNazmkaho ye mughanni se gae chala ja nawa-e-masarrat sunae chala ja masarrat ke muzhde ko lae chala ja zamane ko be-khud banae chala ja [...] Continue Reading... Share on:
idShayari By 17 May 2022 06:03:31 AMNazmlo id aai ai dil ba-sad shan-o-shaukat khushi har taraf har taraf hai masarrat hawa ga rahi hai khushi ke tarane falak pe hai chhaya hua abr-e-rahmat [...] Continue Reading... Share on:
lahu ke charaghShayari By 09 May 2022 06:40:38 AMNazmcharagh itne jalao zamin ke mathe par siyah raat ke aanchal ko nur se bhar do ujala chand sitaron ka mand pad jae falak ki raushni is raushni mein gum kar do [...] Continue Reading... Share on: