nazmShayari By 08 Apr 2023 04:37:16 AMNazmqais ne ishq kiya par shaeri nahin ki us ne laila ki baaten hawaon se bagulon se darakhton se aur belon se [...] Continue Reading... Share on:
taskin-e-dil-e-mahzun na hui wo sai-e-karam farma bhi gaeShayari By 15 Dec 2022 07:52:00 AMGhazaltaskin-e-dil-e-mahzun na hui wo sai-e-karam farma bhi gae is sai-e-karam ko kya kahiye bahla bhi gae tadpa bhi gae hum arz-e-wafa bhi kar na sake kuchh kah na sake kuchh sun na sake yan hum ne zaban hi kholi thi wan aankh jhuki sharma bhi gae [...] Continue Reading... Share on:
kya jazb-e-ishq mujhse ziyaada tha ghair meinShayari By 04 Sep 2022 05:45:16 AMSherkya jazb-e-ishq mujh se ziyaada tha ghair mein us ka habib us se juda kyun nahin hua Continue Reading... Share on:
mera ishq to KHair meri mahrumi ka parwarda thaShayari By 03 Sep 2022 04:32:50 PMShermera ishq to khair meri mahrumi ka parwarda tha kya malum tha wo bhi dega mera itna tut ke sath Continue Reading... Share on:
main ye chahta hun ki umr-bhar rahe tishnagi mere ishq meinShayari By 03 Sep 2022 04:31:19 PMShermain ye chahta hun ki umr-bhar rahe tishnagi mere ishq mein koi justuju rahe darmiyan tere sath bhi tere baad bhi Continue Reading... Share on:
mujhko marne na diya sher utare mujh parShayari By 03 Sep 2022 12:27:33 PMShermujh ko marne na diya sher utare mujh par ishq ne bas ye mere sath riayat ki thi Continue Reading... Share on: