lata

Shayari By

tere madhur giton ke sahaare
bite hain din rain hamare

teri agar aawaz na hoti
bujh jati jiwan ki joti [...]

mir

Shayari By

shahid-e-bazm-e-sukhan nazura-e-mani-taraaz
ai khuda-e-rekhta paighambar-e-soz-o-gudaz

yusuf-e-mulk-e-maani pir-e-kanan-e-sukhan
hai teri har bait ahl-e-dard ko bait-ul-huzan [...]

ram

Shayari By

labrez hai sharab-e-haqiqat se jam-e-hind
sab falsafi hain khitta-e-maghrib ke ram-e-hind

ye hindiyon ki fikr-e-falak-ras ka hai asar
rifat mein aasman se bhi uncha hai baam-e-hind [...]

mirza ghaalib

Shayari By

fikr-e-insan par teri hasti se ye raushan hua
hai par-e-murgh-e-takhayyul ki rasai ta-kuja

tha sarapa ruh tu bazm-e-sukhan paikar tera
zeb-e-mahfil bhi raha mahfil se pinhan bhi raha [...]

dilip-kumar ki aaKHiri KHwahish

Shayari By

le chalo dosto
le chalo qissa-khwani ke bazar mein

us mohalle khuda-dad ki ek shikasta gali ke muqaffal makan mein
ki muddat se viran kuen ki zamin chatti pyas ko dekh kar apni tishna-labi bhul jaun [...]

Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close