nayab aam lutf hue rang rang keShayari By 04 Sep 2023 10:06:40 AMShernayab aam lutf hue rang rang ke koi hai zard koi hara kuchh hain lal lal Continue Reading... Share on:
aamShayari By 21 Jun 2021 02:32:12 AMNazmaam jo khae wo lalchae jo na khae wo pachhtae bhini bhini khushbu aae jo sab ke hi man ko bhae [...] Continue Reading... Share on:
sawanShayari By 22 Nov 2020 01:42:38 AMNazmus ki palkon pe ghata ban ke jo chhaya sawan phir to main hans pada kuchh is tarah barsa sawan chadhte suraj ke shuaon se jo barsa sawan main ne dekha na suna tha kabhi aisa sawan [...] Continue Reading... Share on:
pahli barishShayari By 22 Nov 2020 01:42:22 AMNazmarman zamin ke jag uthe dildar ye pahli barish hai kal soch raha tha sara jahan dushwar ye pahli barish hai ranjish jo hamare beach rahi to aag falak ne barsai ab soch na kuchh mausam ko samajh ai yar ye pahli barish hai [...] Continue Reading... Share on:
barsatShayari By 22 Nov 2020 01:42:04 AMNazmkhub baadal ka barasna pyar hai barsat mein rahmaton ka is tarah izhaar hai barsat mein arsh se aaya zamin mein jazb pani ho gaya aap ko aane mein hum tak aa rahe barsat mein [...] Continue Reading... Share on:
mera jazba-e-shauq kaam aa raha haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmmera jazba-e-shauq kaam aa raha hai ki bazar mein dekhun aam aa raha hai gharib-o-amir us ke shaidai yaksan pasandida-e-khas-o-am aa raha hai [...] Continue Reading... Share on: