wo kudte uchhalte rangin pairahan theShayari By 25 Sep 2023 03:21:57 PMSherwo kudte uchhalte rangin pairahan the masum qahqahon mein udta gulal dekha Continue Reading... Share on:
id aai haiShayari By 08 Apr 2023 10:26:00 AMNazmgulshan-e-zist pe pur-kaif ghata chhai hai rukh pe har phul ke ek husn hai ranai hai ab kali firqa-parasti ki hai murjhai hai har taraf jashn-e-masarrat hai ki id aai hai [...] Continue Reading... Share on:
idShayari By 08 Apr 2023 10:23:26 AMNazmkhuli hai khatm-e-marahil pe surat-e-manzil ye ek sabr ka samra hai waza-daron ko gulu ka shahad bar aaya lab-e-shahadat par tulua-e-mah-e-mubarak ho intizaron ko [...] Continue Reading... Share on:
id ke rozShayari By 08 Apr 2023 10:21:03 AMNazmid ke roz gale kis ko lagae koi wo na hon pas to kya id manae koi pas hote bhi agar mere to hasil kya tha un ko ye zid hai gale se na lagae koi [...] Continue Reading... Share on:
idShayari By 02 Jul 2022 09:50:45 PMNazmkaho ye mughanni se gae chala ja nawa-e-masarrat sunae chala ja masarrat ke muzhde ko lae chala ja zamane ko be-khud banae chala ja [...] Continue Reading... Share on:
biTha rakkha hai darwaze pe kyon darban holi meinShayari By 17 Jun 2022 10:57:08 AMGhazalbitha rakkha hai darwaze pe kyon darban holi mein gale milta hai har insan se insan holi mein budhape mein nazar aai khuda ki shan holi mein bani hain un se zaid un ki amman jaan holi mein [...] Continue Reading... Share on: