aah gandhiShayari By 11 Nov 2020 04:17:01 PMNazmtere matam mein shamil hain zamin o aasman wale ahinsa ke pujari sog mein hain do jahan wale tera arman pura hoga ai amn-o-aman wale tere jhande ke niche aaenge sare jahan wale [...] Continue Reading... Share on:
gandhi-jayanti parShayari By 05 Nov 2020 04:22:15 PMNazmuthi chaaron taraf se jab ki zulm-o-jabr ki aandhi payam-e-amn le kar aa gae ruh-e-zaman gandhi bane hindostan ke waste wo rahbar-e-kaamil tawassul se unhi ke pai hum ne apni khud manzil [...] Continue Reading... Share on:
gandhi jiShayari By 05 Nov 2020 01:36:20 PMNazmwaqar-e-madar-e-hindostan the gandhi ji har ek fard ke hamdard gham-gusar-e-watan sadaqaton ke parastar jhut ke dushman nizam-e-amn ke ruh-e-rawan the gandhi ji [...] Continue Reading... Share on:
gandhi-ji ki yaad mein!Shayari By 03 Nov 2020 12:47:24 AMNazmwahi hai shor-e-hae-o-hu, wahi hujum-e-mard-o-zan magar wo husn-e-zindagi, magar wo jannat-e-watan wahi zamin, wahin zaman, wahi makin, wahi makan magar surur-e-yak-dili, magar nashat-e-anjuman [...] Continue Reading... Share on:
gandhi ke baadShayari By 11 Nov 2020 10:15:39 PMNazmbaad gandhi ke na sun hum ne saman dekha kya fasl-e-gul aate hi har bagh-o-chaman ujda kya dil hi afsurda ho jab peshkash-e-sahba kya aankh hi jab na rahe dawat-e-nazzara kya [...] Continue Reading... Share on:
gandhiShayari By 31 Oct 2020 10:48:35 PMNazmwo hadis-e-ruh payam-e-jaan jise hum ne sun ke bhula diya wo harim-e-ghaib ka armughan jise pa ke hum ne ganwa diya wo mulk-o-millat-e-jaan-ba-lab jise us ne aab-e-baqa diya usi na-sipas ne hae ab use jam-e-marg pila diya [...] Continue Reading... Share on: