sarhaden achchhi ki sarhad pe na rukna achchhaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShersarhaden achchhi ki sarhad pe na rukna achchha sochiye aadmi achchha ki parinda achchha Continue Reading... Share on:
dastakShayari By 07 Nov 2020 10:00:10 PMNazmsubah subah ek khwab ki dastak par darwaza khula' dekha sarhad ke us par se kuchh mehman aae hain aankhon se manus the sare chehre sare sune sunae [...] Continue Reading... Share on:
hath chhuTen bhi to rishte nahin chhoDa karteShayari By 19 Nov 2020 09:36:39 PMGhazalhath chhuten bhi to rishte nahin chhoda karte waqt ki shakh se lamhe nahin toda karte jis ki aawaz mein silwat ho nigahon mein shikan aisi taswir ke tukde nahin joda karte [...] Continue Reading... Share on:
kale safed paron wala parinda aur meri ek shamShayari By 17 Nov 2020 02:08:05 PMNazmjab din dhal jata hai, suraj dharti ki ot mein ho jata hai aur bhidon ke chhatte jaisi bhin-bhin bazaron ki garmi, afra-tafri motor, bas, barqi railon ka hangama tham jata hai [...] Continue Reading... Share on:
kal ki baatShayari By 15 Nov 2020 02:08:05 PMNazmaise hi baithe idhar bhayya the daen jaanib un ke nazdik badi aapa shabana ko liye apni sasural ke kuchh qisse latife baaten yun sunati thin hanse padte the sab [...] Continue Reading... Share on:
Dasna station ka musafirShayari By 03 Oct 2020 01:56:55 PMNazmkaun sa station hai? dasna hai sahib-ji aap ko utarna hai? ji nahin, nahin, lekin [...] Continue Reading... Share on: