bahadur-shah zafarShayari By 03 Oct 2023 10:49:57 PMNazmishrat-e-dahr se waqif bhi tha begana bhi teri shahi mein thi ek shan-e-faqirana bhi zohd-o-piri mein bhi ek jurat-e-rindana thi samne maut ke tadbir-e-harifana thi [...] Continue Reading... Share on:
marsiya-e-tagoreShayari By 22 Jan 2022 05:19:48 AMNazmtagore jin gulon mein hai ab shumar tera muddat se un gulon ko tha intizar tera lekin payam-e-furqat afsos jab se aaya ek aalam-e-tafakkur hindostan pe chhaya [...] Continue Reading... Share on:
dilip-kumarShayari By 14 Jul 2021 02:59:55 PMNazmare hero! adakari na kar chal uth ki lakhon dil teri aankhon se dhadkan lene aae hain chalo mana teri aankhen kuchh aisi thin [...] Continue Reading... Share on:
chacha nehru ka KHat bachchon ke namShayari By 22 Jun 2021 02:20:40 PMNazmmere aziz watan ke aziz farzando mere watan ki nai subh ke naqib ho tum bichhad ke tum se kai sal ho chuke hain magar guman hota hai ab tak mere qarib ho tum [...] Continue Reading... Share on:
jawahar lal nehruShayari By 23 May 2021 11:36:57 AMNazmnehru tujh par naz karega sadiyon hindostan shayad paida ho na sakega phir aisa insan mila hai tere rup mein hum ko ek bada wardan bhai-chaara mel-mohabbat hai teri pahchan [...] Continue Reading... Share on:
mirza ghaalibShayari By 31 May 2021 06:19:39 PMNazmmadar-e-hind ke fankar the mirza 'ghaalib' apne fan mein bade hushyar the mirza 'ghaalib' aap ka nam asadullah tha nau-shah laqab mirza ghaalib se hue baad mein maruf-e-adab [...] Continue Reading... Share on: