koi sawal na kar aur koi jawab na puchhShayari By 04 Nov 2020 01:59:04 AMSherkoi sawal na kar aur koi jawab na puchh tu mujh se ahd-e-guzashta ka ab hisab na puchh Continue Reading... Share on:
jo mere dil mein hai logon se chhupaun kis tarahShayari By 09 Nov 2020 09:42:37 PMGhazaljo mere dil mein hai logon se chhupaun kis tarah kanch ke is shahar ko 'khalid' bachaun kis tarah tu to pahle se bhi ab masum hai mere liye main teri izzat ko mitti mein milaun kis tarah [...] Continue Reading... Share on:
wo jo etibar-e-jamal the wo kahan gaeShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalwo jo e'tibar-e-jamal the wo kahan gae wo jo aap apni misal the wo kahan gae kabhi har taraf koi dilkashi si muhit thi usi dasht mein jo ghazal the wo kahan gae [...] Continue Reading... Share on:
sine ke zaKHm panw ke chhaale kahan gaeShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalsine ke zakhm panw ke chhaale kahan gae ai husn tere chahne wale kahan gae shanon ko chhin chhin ke phenka gaya kahan aaine tod-phod ke dale kahan gae [...] Continue Reading... Share on:
sawad-e-manzar-e-KHwab-e-pareshan kaun dekhegaShayari By 03 Nov 2020 11:39:32 AMGhazalsawad-e-manzar-e-khwab-e-pareshan kaun dekhega asir-e-zulf ho kar sham-e-hijran kaun dekhega gulon ki dilkashi fasl-e-bahaaran kaun dekhega na honge jab hamin rang-e-gulistan kaun dekhega [...] Continue Reading... Share on:
shamshir meri, meri sipar kis ke pas haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalshamshir meri, meri sipar kis ke pas hai do mera khud par mera sar kis ke pas hai darpesh ek kaam hai himmat ka sathiyo kasna hai mujh ko meri kamar kis ke pas hai [...] Continue Reading... Share on: