KHamoshi ke naKHun se chhil jaya karte hainShayari By 03 Sep 2022 11:34:28 AMSherkhamoshi ke nakhun se chhil jaya karte hain koi phir in zakhmon par aawazen malta hai Continue Reading... Share on:
ek ashk qahqahon se guzarta chala gayaShayari By 03 Sep 2022 11:30:00 AMSherek ashk qahqahon se guzarta chala gaya ek chikh khamushi mein utarti chali gai Continue Reading... Share on:
tamam shahr pe ek KHamushi musallat haiShayari By 01 Jul 2022 11:07:04 PMShertamam shahr pe ek khamushi musallat hai ab aisa kar ki kisi din meri zaban se nikal Continue Reading... Share on:
so lene do apna apna kaam karo chup ho jaoShayari By 30 Nov 2020 11:06:52 AMGhazalso lene do apna apna kaam karo chup ho jao darwazo kuchh waqt guzaro diwaro chup ho jao kis kashti ki umr hai kitni mallahon se puchhne do tum se bhi puchhenge ek din dariyao chup ho jao [...] Continue Reading... Share on:
chheD kar jaise guzar jati hai doshiza hawaShayari By 22 Jun 2022 10:15:24 AMSherchhed kar jaise guzar jati hai doshiza hawa der se khamosh hai gahra samundar aur main Continue Reading... Share on:
wahshat us but ne taghaful jab kiya apna shiarShayari By 24 Nov 2020 10:47:51 AMSher'wahshat' us but ne taghaful jab kiya apna shiar kaam khamoshi se main ne bhi liya fariyaad ka Continue Reading... Share on: