miTTi mein mila de ki juda ho nahin saktaShayari By Munawwar Rana26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalmitti mein mila de ki juda ho nahin sakta ab is se ziyaada main tera ho nahin sakta dahliz pe rakh di hain kisi shakhs ne aankhen raushan kabhi itna to diya ho nahin sakta [...] Continue Reading... Share on:
mere junun ka natija zarur niklegaShayari By Ameer Qazalbash26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalmere junun ka natija zarur niklega isi siyah samundar se nur niklega gira diya hai to sahil pe intizar na kar agar wo dub gaya hai to dur niklega [...] Continue Reading... Share on:
ghazlon ka hunar apni aankhon ko sikhaengeAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMGhazalghazlon ka hunar apni aankhon ko sikhaenge roenge bahut lekin aansu nahin aaenge kah dena samundar se hum os ke moti hain dariya ki tarah tujh se milne nahin aaenge wo dhup ke chhappar hon ya chhanw ki diwaren ab jo bhi uthaenge mil jul ke uthaenge jab sath na de koi aawaz hamein dena hum phul sahi lekin patthar bhi uthaenge Continue Reading... Share on: