dosto kya kya diwali mein nashat-o-aish haiShayari By 27 Mar 2024 06:24:09 PMGhazaldosto kya kya diwali mein nashat-o-aish hai sab muhayya hai jo is hangam ke shayan hai shai is tarah hain kucha-o-bazar par naqsh-o-nigar ho ayan husn-e-nigarisatan ki jin se khub re [...] Continue Reading... Share on:
meri holiShayari By 19 Mar 2024 10:08:55 PMNazmkash hasil ho haqiqi zindagi ka ek din sarkhushi ka ek lamha ya khushi ka ek din kar diya hai shorish-e-alam ne diwana mujhe hai bisat-e-dahr wahshat-nak virana mujhe [...] Continue Reading... Share on:
holiShayari By 19 Mar 2024 10:05:45 PMNazmmiyan tu hum se na rakh kuchh ghubar holi mein ki ruthe milte hain aapas mein yar holi mein machi hai rang ki kaisi bahaar holi mein hua hai zor-e-chaman aashkar holi mein [...] Continue Reading... Share on:
ab ki holi mein raha be-kar rangShayari By 19 Mar 2024 05:00:37 PMGhazalab ki holi mein raha be-kar rang aur hi laya firaq-e-yar rang surkh-ru kar de sharab aai bahaar hai khizan se zard ai khummar rang [...] Continue Reading... Share on:
prit ki holiShayari By 06 Oct 2023 08:24:49 PMNazmab ke baras phagun mein kisi se aisi kheli holi sakhi prit ke pakke rang se jis ne rang di man ki choli sakhi darpan se jab nain mile to rah gai main bhi dang prit se us ki aur hua tha sundar mukh ka rang [...] Continue Reading... Share on:
jamhur ki holiShayari By 05 Oct 2023 10:09:39 AMNazmrangin fazaon mein hai masrur ki holi apne hi pasine se hai mazdur ki holi har rang mein ham-rang raho rang yahi hai dil dil se milen hai yahi jamhur ki holi [...] Continue Reading... Share on: