taswir-e-rahmat

Shayari By

teri tauqir se tauqir-e-hasti hai guru-nanak
teri tanwir har zarre mein basti hai guru-nanak

teri jagir mein irfan ki masti hai guru-nanak
teri tahrir auj-e-haq-parasti hai guru-nanak [...]

shahid bhagat-singh

Shayari By

zindan mein shahidon ka wo sardar aaya
shaida-e-watan paikar-e-isar aaya

hai dar-o-rasan ki sarfaraazi ka din
sardar bhagat-singh sardar aaya [...]

iqbaal se ham-kalami

Shayari By

kal azan-e-subh se pahle faza-e-quds mein
main ne dekha kuchh shanasa suraten hain ham-nashin

the hakim-e-sharq se shaikh-e-mujaddid ham-kalam
gosh-bar-awaz sab danish-waran-e-ilm-o-din [...]

mirza-ghaalib

Shayari By

andheri raat mein jab muskura uthte hain sayyare
tarannum phut padta hai mere saz-e-rag-e-jaan se

koi angdaiyan leta jab aa jata hai mahfil mein
tamanna karwaten leti hai paiham dukh-bhare dil mein [...]

shri guru-nanak

Shayari By

raaz-e-qudrat ke khabar-dar guru-nanak the
waqif-e-alam-e-asrar guru-nanak the

nasha-e-husn-e-haqiqi se the madhosh-e-azal
baada-e-nab se sarshaar guru-nanak the [...]

Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close