gopal mittal dehli ke namShayari By 22 Nov 2020 04:41:57 PMNazmai hazrat-e-mittal ye karam hai ki sitam hai kyun lutf nazar aap ka na-chiz pe kam hai wallah ki hain aap bhi ek zinda ajaib sahra mein azan de ke kahan ho gae ghaeb [...] Continue Reading... Share on:
wo zarra jis mein ek aalam nihan thaShayari By 13 Nov 2020 01:29:00 PMGhazalwo zarra jis mein ek aalam nihan tha adab ka ek bahr-e-be-karan tha wo nabz-e-waqt ko pahchanta tha wo rahbar tha wo mir-e-karwan tha [...] Continue Reading... Share on:
aah gandhiShayari By 11 Nov 2020 04:17:01 PMNazmtere matam mein shamil hain zamin o aasman wale ahinsa ke pujari sog mein hain do jahan wale tera arman pura hoga ai amn-o-aman wale tere jhande ke niche aaenge sare jahan wale [...] Continue Reading... Share on:
mahadev-ji ka byahShayari By 21 Nov 2020 03:45:40 PMNazmpahle nanw ganesh ka, lijiye sis nawae ja se karaj sidh hon, sada mahurat lae bol bachan aanand ke, prem, pit aur chah sun lo yaro, dhyan dhar, mahadew ka byah [...] Continue Reading... Share on:
sadr-e-jamhuriya-e-hindShayari By 11 Nov 2020 02:21:58 PMNazmsadr-e-jamhuriya-e-hind yaqinan aap fakhruddin bhi naz-e-umam bhi hain ali-ahmad bhi hain aagah aadab-e-haram bhi hain waqar-e-hosh bhi azmat-faroz-e-ilm-o-danish bhi [...] Continue Reading... Share on:
ghaalibShayari By 20 Nov 2020 10:40:17 PMNazmtum jo aa jao aaj dilli mein khud ko paoge ajnabi ki tarah tum phiroge bhatakte raston mein ek be-chehra zindagi ki tarah [...] Continue Reading... Share on: