bhagwan krishn ki taswir dekh karShayari By 03 Nov 2020 04:25:13 PMNazmmujhe tere tasawwur se khushi mahsus hoti hai dil-e-murda mein bhi kuchh zindagi mahsus hoti hai ye taron ki chamak mein hai na phulon hi ki khushbu mein teri taswir mein jo dilkashi mahsus hoti hai [...] Continue Reading... Share on:
hae bapu teri duhai haiShayari By 07 Nov 2020 04:22:15 PMNazmkhu-e-azad jis ne pai hai us ke qabze mein kul khudai hai un se main bhi ye baat kahta hun jin ki taqdir mein burai hai [...] Continue Reading... Share on:
gandhi-jayanti parShayari By 05 Nov 2020 04:22:15 PMNazmuthi chaaron taraf se jab ki zulm-o-jabr ki aandhi payam-e-amn le kar aa gae ruh-e-zaman gandhi bane hindostan ke waste wo rahbar-e-kaamil tawassul se unhi ke pai hum ne apni khud manzil [...] Continue Reading... Share on:
nehruShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmmain ne tanha kabhi us ko dekha nahin phir bhi jab us ko dekha wo tanha mila jaise sahra mein chashma kahin ya samundar mein minar-e-nur [...] Continue Reading... Share on:
krishn-kanhaiyaShayari By 03 Nov 2020 11:37:17 AMNazmjo sun leta hai gosh-e-dil se afsana kanhaiya ka wo ho jata hai sachche dil se diwana kanhaiya ka nazar aati hai jis ko khwab mein wo surat-e-dilkash wo apna dil bana leta hai kashana kanhaiya ka [...] Continue Reading... Share on:
gandhi-ji ki yaad mein!Shayari By 03 Nov 2020 12:47:24 AMNazmwahi hai shor-e-hae-o-hu, wahi hujum-e-mard-o-zan magar wo husn-e-zindagi, magar wo jannat-e-watan wahi zamin, wahin zaman, wahi makin, wahi makan magar surur-e-yak-dili, magar nashat-e-anjuman [...] Continue Reading... Share on: