mira-ji sahibShayari By 06 Nov 2020 05:37:07 PMNazmmira-ji ko manne wale kam hain lekin hum bhi hain 'faiz' ki baat badi hai phir bhi ab waisa kaun aaega tazin-e-sukhan ki fikr na kar be-sakhta chal uth aankhen mal [...] Continue Reading... Share on:
nazr-e-tagoreShayari By 02 Nov 2020 11:59:41 AMNazmkya naghma-ha-e-kaif ka dariya baha gaya khud husn ko jahan mein hasin-tar bana gaya ai shair-e-shabab-o-naww-sanj-e-zindagi misl-e-bahaar aa ke tu aalam pe chha gaya [...] Continue Reading... Share on:
kali-dasShayari By 02 Nov 2020 11:58:43 AMNazmjahan-e-ilm ko taslim hai waqar tera adab ke phulon se daman hai lala-zar tera chaman mein yun to bahaar aati jati rahti hai magar sukhan ka hai gulshan sada-bahaar tera [...] Continue Reading... Share on:
krishnShayari By 31 Oct 2020 10:06:42 AMNazmmathura ki nagar hai aashiqi ka dam bharti hai aarzu isi ka har zarra-e-sar-zamin-e-gokul dara hai jamal-e-dilbari ka [...] Continue Reading... Share on:
nur-jahanShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmhujum-e-yas mein jot aas ki teri aawaz hum ahl-e-dard ki hai zindagi teri aawaz labon pe khilte rahen phul sher-o-naghma ke faza mein rang bikhere yunhi teri aawaz [...] Continue Reading... Share on:
mira-jiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmgit kya kya likh gaya kya kya fasane kah gaya nam yunhi to nahin us ka adab mein rah gaya ek tanhai rahi us ki anis-e-zindagi kaun jaane kaise kaise dukh wo tanha sah gaya [...] Continue Reading... Share on: