lataShayari By 22 Nov 2020 12:14:15 AMNazmtere madhur giton ke sahaare bite hain din rain hamare teri agar aawaz na hoti bujh jati jiwan ki joti [...] Continue Reading... Share on:
marsiya gopal krishn gokhleShayari By 06 Nov 2020 12:23:20 AMNazmlaraz raha tha watan jis khayal ke dar se wo aaj khun rulata hai dida-e-tar se sada ye aati hai phal phul aur patthar se zamin pe taj gira qaum-e-hind ke sar se [...] Continue Reading... Share on:
mirShayari By 28 Oct 2020 12:20:31 PMNazmshahid-e-bazm-e-sukhan nazura-e-mani-taraaz ai khuda-e-rekhta paighambar-e-soz-o-gudaz yusuf-e-mulk-e-maani pir-e-kanan-e-sukhan hai teri har bait ahl-e-dard ko bait-ul-huzan [...] Continue Reading... Share on:
ramShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmlabrez hai sharab-e-haqiqat se jam-e-hind sab falsafi hain khitta-e-maghrib ke ram-e-hind ye hindiyon ki fikr-e-falak-ras ka hai asar rifat mein aasman se bhi uncha hai baam-e-hind [...] Continue Reading... Share on:
mirza ghaalibShayari By 23 Nov 2020 06:32:47 PMNazmfikr-e-insan par teri hasti se ye raushan hua hai par-e-murgh-e-takhayyul ki rasai ta-kuja tha sarapa ruh tu bazm-e-sukhan paikar tera zeb-e-mahfil bhi raha mahfil se pinhan bhi raha [...] Continue Reading... Share on:
dilip-kumar ki aaKHiri KHwahishShayari By 03 Oct 2020 03:26:03 PMNazmle chalo dosto le chalo qissa-khwani ke bazar mein us mohalle khuda-dad ki ek shikasta gali ke muqaffal makan mein ki muddat se viran kuen ki zamin chatti pyas ko dekh kar apni tishna-labi bhul jaun [...] Continue Reading... Share on: