Post your shayari Tags Shayari Category Armaan Ashk ashra Attitude Bewafa Birthday Breakup Caring children-s-stories Cute Dard Decent Dosti Dreams Emotions Flirt Forget Funny geet ghazal Gila Shikwa Gila-Shikwa Good-Night hamd hindi-ghazals Husn Inspirational Interesting Intzaar Ishq izhaar Judaai kah-mukarniyan khuddari-shayari lori Love marsiya masnavii Mausam mazahiya Miscellaneous Miscellaneous Restricted Missing You Motivational mukhammas naat nazm New-Year Other paheli Poetry poetry-for-children Punjabi qadir_nama qasiida qita rekhti Rishte Romance Romantic rubaai Saaki Aur Sharaab Saaki-Aur-Sharaab Sad Sharaab Sharab shayari-in-films sher Sher O Sher-O-Shayari tarajim teacher-shayari Tears Tears Message unpublished-ghazal unpublished-sher Valentines Yaadein Zindagi Post
mahatma gandhiShayari By 30 Sep 2023 11:51:07 PMNazmai faqir-e-nim-uryan ai watan ke pasban manzil-asuda hua tere karam se karwan rashk-e-sad-shamshir tha tera asa-e-be-zarar us ke dar se kanpte the samraji hukmran [...] Continue Reading... Share on:
kirshn ka KHitabShayari By 30 Sep 2023 11:49:00 PMNazmfana hone lagta hai jis waqt dharm masiha-nafas ban ke aata hun main ata kar ke us ko nai zindagi tabahi ki zad se bachata hun main [...] Continue Reading... Share on:
ektaShayari By 30 Sep 2023 11:46:50 PMNazmhar bala se mawara hai ekta mulk-o-millat ki baqa hai ekta buz-dilon ka kaam hai bughz-o-inad ahl-e-himmat ki ada hai ekta [...] Continue Reading... Share on:
eajaz-e-rahmatShayari By 30 Sep 2023 11:44:35 PMNazmye jahan-e-rang-o-bu ek tufan-e-bala aur mera dil gharib ek nanha sa diya [...] Continue Reading... Share on:
wahi saghar wahi sahba wahi mai-KHwar hain saqiShayari By 30 Sep 2023 11:42:02 PMGhazalwahi saghar wahi sahba wahi mai-khwar hain saqi nizam-e-nau ke kya sach-much yahi aasar hain saqi khulus-e-dil hai ya kuchh be-asar ashaar hain saqi karen kya nazr teri muflis-o-nadar hain saqi [...] Continue Reading... Share on:
tumhin pher loge jo humse nigahenShayari By 30 Sep 2023 11:39:51 PMGhazaltumhin pher loge jo hum se nigahen milengi kahan gham-zadon ko panahen bashar napta hai sitaron ki rahen use le na duben ye parwaz-gahen [...] Continue Reading... Share on: