KHamoshi bohran-e-sada hai tum bhi chup ho hum bhi chupShayari By 22 Nov 2020 04:12:02 PMGhazalkhamoshi bohran-e-sada hai tum bhi chup ho hum bhi chup sannata tak chikh raha hai tum bhi chup ho hum bhi chup tark-e-talluq kar ke zaban se dil ka jina mushkil hai ye kaisa aahang-e-wafa hai tum bhi chup ho hum bhi chup [...] Continue Reading... Share on:
apne apne rang mein yakta main hi main hun tu hi tu haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalapne apne rang mein yakta main hi main hun tu hi tu hai husn ki murat ishq ka putla main hi main hun tu hi tu hai duniya se kya matlab mujh ko aalam se kya tujh ko talluq mera dilbar tera shaida main hi main hun tu hi tu hai [...] Continue Reading... Share on:
Tuk honT hilaun to ye kahta hai na bak beShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaltuk hont hilaun to ye kahta hai na bak be aur pas jo baithun to sunata hai sarak be kahta hun kabhi ghar mein mere aa to hai kahta chaukhat pe hamari koi din sar to patak be [...] Continue Reading... Share on:
rakkhi hargiz na tere ruKH ne ruKH-e-badr ki qadrShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalrakkhi hargiz na tere rukh ne rukh-e-badr ki qadr khoi kakul ne bhi aakhir ko shab-e-qadr ki qadr izzat-o-qadr ki us gul se tawaqqoa hai abas wan na izzat ki kuchh izzat hai na kuchh qadr ki qadr [...] Continue Reading... Share on:
rakhta hai go qadim se buniyaad aagaraShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalrakhta hai go qadim se buniyaad aagara akbar ke nam se hua aabaad aagara yan ke khandar na aur jagah ki imaraten yaro ajab maqam hai dil-shad aagara [...] Continue Reading... Share on:
rahe jo shab ko hum us gul ke sat koThe parShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalrahe jo shab ko hum us gul ke sat kothe par to kya bahaar se guzri hai raat kothe par ye dhum-dham rahi subh tak aha-ha-ha kisi ki utri hai jaise baraat kothe par [...] Continue Reading... Share on: